Sahaj Meditation

Tuesday 17 April 2007.
 
Chinta hoti chita saman - S
Karlay bus tu Shri Maa ka dhayan,
Varna tu kya karaga - S
Uthatay - uthatay phir girayga I
Karlay bus Shri Maa ka gungaan - S
Yai vikalp hai mahan I
Tari gatiwidhiyan hain dushkar - S
Tu fansa pada hai is bhu par,
Daldal say tu niklaga - S
Jab dhyan talu par dharaga I
Zivan mirtu hai kya yai - S
Aatal satya !
Jab isasay paar bahaiga - S
Tab gyan ka deep jalayga I
Manurbhav krishwanto vishwamay,
Arthat
Swainm shrashth bano, dusaron ko bhi shrashth banao.
Jab yai mantra jaap karayga,
Tab chinta ka dwaar dahaiga - S I
Bachpan se nikla huwa jawan,
Phir bhi rakhi hui hai doori - S I
Dhyan ki na kadar ki tunay - S
Kaisay niklayga is phairi I
Raag aalapa ziwan saapa - S
Hui kathinaiyon main bahutari I
Chinta ko rakh door to - S
Bus baza Shri Maa kay dhyan ki manzairi - SSS.... II



Forum