Shri Ganesha

Thursday 28 October 2004.
 
Jai Shri Ganesh Shri Nirmal Suta,
Tav Charnan Sukh AAn Basa,
Twam Anand Twam Niranand Swami,
Atmavibhooti Shri Nirmal Suta.
 
Jag Kaaran Jag Paalanhaar,
Saras Dhyaan Tum Ho Kripal,
Twam Moksha Twam Swayam Valaya,
Pranadweep Shri Nirmal Suta.
 
Brhmagyaan Ka Mool Tumhi,
Sarwa Vyapak Chaitanya Tumhi,
Twam Prakash Twam Mam Dhyaan,
Kundalini Priya Shri Nirmal Suta.
 
Shoonya Ki Rachna Aakar,
Brahmaand Ke Jeevan Sanchaar,
Twwam Swastika Twam Omkaar,
Jai Shri Ganesh Jai Jai Shri Nirmal Suta.

English



Forum